|
|
***Songtexte***
>Main Yahaan
Hoon<
Jaanam Dekh Lo Mit Gayi Dooriyan
Main Yahaan Hoon, Yahaan Hoon, Yahaan Hoon, Yahaan..
( Jaanam Dekh Lo Mit Gayi Dooriyan
Main Yahaan Hoon, Yahaan Hoon, Yahaan Hoon, Yahaan )...(2)
Kaisi Sarhadein, Kaisi Majbooriyan
Main Yahaan Hoon, Yahaan Hoon, Yahaan Hoon... Yahaan
Tum Chhupa Na Sakogi Main Woh Raaz Hoon
Tum Bhula Na Sakogi Woh Andaaz Hoon
Gunjtaa Hoon Jo Dil Mein To Hairaan Ho Kyon
Main Tumhare Hi Dil Ki To Aawaz Hoon
Sun Sako To Suno Dhadkanon Ki Zaban
Main Yahaan Hoon, Yahaan Hoon,
Yahaan Hoon, Yahaan
Kaisi Sarhadein, Kaisi Majbooriyaan
Main Yahaan Hoon, Yahaan Hoon,
Yahaan Hoon, Yahaan
Main Hi Main Ab Tumhaare Khayaalon Mein Hoon
Main Javaabon Mein Hoon, Main Sawalon Mein Hoon
Main Tumhaare Har Ek Khwaab Mein Hoon Basaa
Main Tumhaari Nazar Ke Ujaalon Mein Hoon
Dekhti Ho Mujhe Dekhti Ho Jahaan
Main Yahaan Hoon, Yahaan Hoon, Yahaan Hoon, Yahaan
Jaanam Dekh Lo ? Yahaan Hoon? Yahaan
Main Yahaan Hoon, Yahaan Hoon, Yahaan Hoon, Yahaan
>Maahi Ve<
Maahi Ve Maahi Ve That's The Way Maahi Ve
Tere Maathe Jhumar Damke
Tere Kannno Baali Chamke Hai Re
Maahi Ve
Tere Haatho Kangana Khanke
Tere Pairo Payal Chance Hai Re
Maahi Ve
Naino Se Bole Rabba Rabba
Mann Mein Dole Rabba Rabba
Amrut Ghole Rabba Rabba
Tu Soniye
Jind Maahi Ve Soni Soni Aaja Mahi Ve
Everybody Sing Soni Soni Aaja Mahi Ve
Jind Maahi Ve Soni Soni Aaja Mahi Ve
Everybody Sing Soni Soni Aaja Mahi Ve
That's The Way Maahi Ve
O Tere Aankhen Kali Kali
Tera Gora Gora Mukhdha Hai Re
Maahi Ve
Tere Rangat Jaise Sona
Tu Chaand Ka Tukda Hai Re Maahi Ve
Tere Gaal Gulabi Rabba Rabba
Chal Sharabi Rabba Rabba
Dil Ki Kharabi Rabba Rabba
Tu Soniye
Jind Maahi Ve Soni Soni Aaja Mahi Ve
Everybody Sing Soni Soni Aaja Mahi Ve
Jind Maahi Ve Soni Soni Aaja Mahi Ve
Everybody Sing Soni Soni Aaja Mahi Ve
Barse Rangini Kaliyan Hai Mehki Bhini Bhini
Baje Mann Mein Halke Halke Shehnaiya Re
Jitne Hai Tare Aanchal Mein Aa Gaya Sare
Dil Ne Jaise Hi Li Angadayee Re
Tu Jo Aayee Sajhke Mehndi Rajke
Chal Bajke Oh Soniye
Dil Kit No Ka Khaye Dhajke Oh Soniye
Jind Maahi Ve Soni Soni Aaja Mahi Ve
Everybody Sing Soni Soni Aaja Mahi Ve
Jind Maahi Ve Soni Soni Aaja Mahi Ve
Everybody Sing Soni Soni Aaja Mahi Ve
Chanhda Meri Chanda Tujhe Kaise Mein Yeh Samjhaoon
Mujhe Lagti Hai Tu Kitni Pyaari Re
Khusiyan Jitni Hai Sab Jitni Hai Sab Dhoondh Ke Laoon
Teri Doli Ke Sang Kar Do Sari Re
Tu Jo Aayee Sajhke Mehndi Rajke
Chal Bajke Oh Soniye
Dil Kit No Ka Khaye Dhajke Oh Soniye
Jind Maahi Ve Soni Soni Aaja Mahi Ve
Everybody Sing Soni Soni Aaja Mahi Ve
Jind Maahi Ve Soni Soni Aaja Mahi Ve
Everybody Sing Soni Soni Aaja Mahi Ve
Tere Maathe Jhumar Damke
Tere Kannno Baali Chamke Hai Re
Maahi Ve
Tere Haatho Kangana Khanke
Tere Pairo Payal Chance Hai Re
Maahi Ve
Naino Se Bole Rabba Rabba
Mann Mein Dole Rabba Rabba
Amrut Ghole Rabba Rabba
Tu Soniye
Jind Maahi Ve Jind Maahi Ve Jind Maahi Ve Soni Soni Aaja Mahi
Ve
Everybody Sing Soni Soni Aaja Mahi Ve
Jind Maahi Ve Soni Soni Aaja Mahi Ve
Everybody Sing Soni Soni Aaja Mahi Ve
Soni Soni Aaja Mahi Ve Soni Soni Aaja Mahi
Ve
>TUMSE
MILKE DIL KA JO HAAL<
ishq
jaisii hai ek aa.ndhii ishq hai ek tuufaan
ishq ke aage bebas hai duniya me.n har insaan
ishq me.n sab diiwaane hai.n ishq me.n sab hairaan
ishq me.n sab kuchh mushkil hai ishq me.n sab aasaan
dekho pyaare ye nazaare ye diiwaane ye parvaane hai.n ishq ke me.n
kaise ye
haay tumse milke dil ka hai jo haal kya kahe.n
ho gaya hai kaisa yeh kamaal kya kahe.n
haay tumse milke dil ka hai jo haal kya kahe.n
ho gaya hai kaisa yeh kamaal kya kahe.n
dil to hai ek raahii jaana dil kii tum ma.nzil ho
dil to hai ek kashtii jaana jiska tum saahil ho
dil na phir kuchh maa.ngega na tum agar haasil ho
dil to hai mera tanha jaana aa'o tum mahafil ho
ishq se hii saarii khushiyaa.n ishq hii barbaadii
ishq hai paabandii lekin ishq hii azaadii
ishq kii duniya me.n yaaro.n khwaabo.n kii abaadii
kho gaya voh jisko ma.nzil ishq ne dikhlaa dii
dekho pyaare ye nazaare ye diiwaane ye parvaane hai.n ishq ke me.n
kaise ye
haay tumse milke dil ka hai jo haal kya kahe.n
ho gaya hai kaisa yeh kamaal kya kahe.n
haay tumse milke dil ka hai jo haal kya kahe.n
ho gaya hai kaisa yeh kamaal kya kahe.n
tumko puuja hai tumhaarii hii ibaadat kii hai
hamne jab kii hai to phir aise muhabbat kii hai..
dil mera paagal hai jaana isko tum bahalaa do
dil me.n kyo.n halchal hai jaana mujhko tum samjha do
mahaka jo aa.nchal hai jaana isko tum laharaa do
zulf jo baadal hai jaana mujhpe tum barsaa do
jaana leke jaan aaya hai tera yeh diiwaana
jaana tujhpe miT jaa'ega tera yeh parvaana
jaana mere dil me.n kya hai tuu ne yeh na jaana
jaana tujhko yaad aa'ega mera yeh afsaana
>Chale
jaise hawaayein<
Dha dhin dha, dha dha dhin dha, ta dha dha, dhin ta, dhin ta
(Aa?)
Na na na na na na na na na na na na na?-2
What's up?
Chale jaise hawaayein, sanan sanan
Ude jaise parinde gagan gagan
Jaayein titliyaan jaise chaman chaman
Yunhi ghoomoon main bhi magan magan
Hey hey! Hey hey! Hey hey! wo?
Hey hey! Oho aaha?aa
? Main diwaani dil ki raani, kabse anjaani
Sab kehti hoon woh karti hoon, jo hai thhaani
Chale jaise hawaayein, sanan sanan
Ude jaise parinde gagan gagan
Chorus:
Dhum dhum dhum!
Aa chak dhum, dhum dhum dhum -3
Aa chak dhum dhum!
Chorus:
What's up?
Say what?
Vasundhara:
Koyi roke koyi aaye, jitna bhi mujhko samjhaaye
Main na sunoongi kabhi
Apni hi dhun mein rehti hoon
Main pagli hoon main ziddi hoon
Kehte hain ye toh sabhi
Koyi?nahin jaana, ke armaan kya hai mera
Chale jaise hawaayein, sanan sanan
Ude jaise parinde gagan gagan
Jaayein titliyaan jaise chaman chaman
Yunhi ghoomoon main bhi magan magan
Hey hey! Hey hey! Hey hey! wo?
Hey hey! Oho aaha?aa?
Main diwaani dil ki raani, kabse anjaani
Sab kehti hoon woh karti hoon, jo hai thhaani
Chale jaise hawaayein, sanan sanan
Ude jaise parinde gagan gagan
Voice:
Aa
Vasundhara:
Na na na na na na na na na na na na na na na na -2
K.K.:
Aaye haseena ye toh aaye, mujhko dikhaane apni adaayein
Main bhi kuch kam nahin yeah!
Aankhon mein aankhein jo daaloon Dil main chura loon, hosh chura
loon
Koyi ho kitna haseen
Mera..ho gaya woh?jo ik baar mujhse mila
Chale jaise hawaayein, sanan sanan
Ude jaise parinde gagan gagan
Jaayein bhawrein jaise chaman chaman
Yunhi ghoomoon main bhi magan magan
Vasundhara:
Hey hey! Hey hey! Hey hey wo?
Hey hey! Oho aaha?aa?
K.K.:
Main diwaana main anjaana, kabse begaana
Hoon awaara lekin pyaara, sab ne maana
Chale jaise hawaayein, sanan sanan
Vasundhara:
Ude jaise parinde gagan gagan
K.K.:
Jaayein bhawrein jaise chaman chaman
Vasundhara:
Yunhi ghoomoon main bhi magan magan
Both:
Chale jaise hawaayein, sanan sanan
Ude jaise parinde gagan gagan
dekho pyaare ye nazaare ye diiwaane ye parvaane hai.n ishq ke me.n
kaise ye
haay tumse milke dil ka hai jo haal kya kahe.n
ho gaya hai kaisa yeh kamaal kya kahe.n
haay tumse milke dil ka hai jo haal kya kahe.n
ho gaya hai kaisa yeh kamaal kya kahe.n
>Tumhein jo
dekha<
Abhijeet:
Tum bhi ho, main bhi hoon, paas aao, toh keh doon
Aakhir kyun pal yun diwaana main ho gaya
Tumhein jo maine dekha, tumhein jo maine jaana -2
Jo hosh tha, woh toh gaya
Badan ki ye khushboo, jataane lagi jaadoo
Toh hoke beqaabu, dil kho gaya
Tumhein jo maine socha, tumhein jo maine maana
Tumhein jo maine dekha, tumhein jo maine jaana
Jo hosh tha, woh toh gaya
Abhijeet:
Itni kyun, tum khubsoorat ho, ke sab ko hairat ho
Duniya mein sach-much hi rehti hai
Pariyon se bhi zyaada pyaari si ladki koyi
Haan itni kyun, bolo haseen tum ho, jo dekhein gum-sum ho
Dekho na main bhi hoon khoya sa
Behka sa mujhpe bhi chhaayi hai diwaangi
Tumhi ko maine puja, tumhi ko chaaha paana
Tumhein jo maine dekha, tumhein jo maine jaana
Jo hosh tha, woh toh gaya
Badan ki ye khushboo, jataane lagi jaadoo
Toh hoke beqaabu, dil kho gaya
Tumhein jo maine dekha, tumhein jo maine jaana -2
Jo hosh tha, woh toh gaya
Shreya:
Tum bhi ho, main bhi hoon, paas aao, toh keh doon
Tumne jo dekha toh kya jaane kya ho gaya
Jaane kyun, rehti hoon khoyi si, jaagi na soyi si
Ab dil mein armaan hai saanson mein toofaan hai
Aankhon mein khwaabon ki hai chaandni
Aa?jaane kyun, behka sa ye mann hai, mehka sa ye tan hai
Chalti hoon itraake, ithlaake, sharmaake
Balkhaake jaise koyi raagini
Tumhein jo maine samjha, tumhein jo pehchaana
Tumhein jo maine dekha, tumhein jo maine jaana
Jo hosh tha, woh toh gaya
Abhijeet:
Badan ki ye khushboo, jataane lagi jaadoo
Toh ho hoke beqaabu, dil kho gaya
Both:
Tumhein jo maine dekha, tumhein jo maine jaana
-4
>Main Hoon Na<
Sonu:
Hmm?
(Kiska hai ye tumko, intezaar main hoon na
Dekh lo idhar toh, ek baar, main hoon na) -2
Khaamosh kyun ho, jo bhi kehna hai kaho
Dil chaahe jitna, pyaar utna maang lo ho?
Tumko milega, utna pyaar, main hoon na
Kiska hai ye tumko, intezaar main hoon na
Dekh lo idhar toh, ek baar, main hoon na
Sonu:
Kabhi jo tum socho, ke tum ye dekho
Arre kitna mujhko tumse pyaar hai
Toh chup mat rehena, ye mujhse kehena
Arre koyi kya aisa bhi yaar hai
Dil hi nahin de jaan bhi de jo tumhein -2 ho?
Toh main kahoonga sarkaar, main hoon na
Shreya:
Kiska hai ye tumko, intezaar main hoon na
Dekh lo idhar toh, ek baar, main hoon na
Khaamosh kyun ho, jo bhi kehna hai kaho
Dil chaahe jitna, pyaar utna maang lo ho
? Tumko milega, utna pyaar, main hoon na
Kiska hai ye tumko, intezaar main hoon na
Dekh lo idhar toh, ek baar, main hoon na
Male Voice:
Ho.. ye.. ho.. ye..
Female Chorus:
(Sa Re Ga Pa Ga Re Ga -3 Sa
Male Chorus:
Pa ra ra ram -4) -2
Sonu:
Kehne ki ho dil mein koyi baat, mujhse kaho
Koyi pal ho din ho ya ho raat, mujhse kaho
Koyi mushkil koyi pareshaani aaye
Tumhein lage kuchh thheek nahin haalaat, mujhse kaho
Koyi ho tamanna ya ho koyi aarzoo - 2 ho..
Rehena kabhi na beqaraar, main hoon na
Kiska hai ye tumko, intezaar main hoon na
Dekh lo idhar toh, ek baar, main hoon na
Khaamosh kyun ho, jo bhi kehna hai kaho
Dil chaahe jitna, pyaar utna maang lo ho?
Tumko milega, utna pyaar, main hoon na
Kiska hai ye tumko, intezaar main hoon na
Dekh lo idhar toh, ek baar, main hoon na
>Bole Chudiyan<
Insert review here -->Bole Chudiyan Bole Kangana
Haay Main Ho Gayi Teri Saajna
Tere Bin Jiyo Naiyyo Lagda Main Te Margaiyaan
Lehja Lehja Dil Lehja Lehja Soniye Lehja Lehja
Lehja Lehja Dil Lehja Lehja Soniye Lehja Lehja
Bole Chudiyan Bole Kangana
Haay Main Ho Gayi Teri Saajna
Bole Chudiyan Bole Kangana
Haay Main Ho Gayi Teri Saajna
Tere Bin Jiyo Naiyyo Lagda Main Te Margaiyaan
Lehja Lehja Dil Lehja Lehja Soniye Lehja Lehja
Bole Chudiyan Bole Kangana
Haay Main Ho Gaya Tera Saajna
Tere Bin Jiyo Naiyyo Lagda Main Te Mar Jaava
Lehja Lehja Soniye Lehja Lehja Dil Lehja Lehja
Haay Haay Main Mar Jaava Mar Jaava Tere Bin
Ab To Meri Raatein Kati Taare Gin Gin
Bas Tujhko Pukara Kare Meri Bindiya Ishaara Kare
Lashkara Lashkara Teri Bindiya Ka Lashkara
Aise Chamke Jaise Chamke Chand Ke Pass Sitaara
Meri Payal Bole Tujhe Jo Roothe Manaye Tuhje
Oh Sajan Ji Haan Sajan Ji
Kuch Socho Kuch Samjho Meri Baat Ko
Bole Chudiyan Bole Kangana
Haay Main Ho Gaya Tera Saajna
Tere Bin Jiyo Naiyyo Lagda Main Te Mar Jaava
Lehja Lehja Soniye Lehja Lehja Dil Lehja Lehja
Apni Maang Suhaagan Ho Sang Hameshaa Sajan Ho
Aake Meri Duniya Mein Wapas Na Jaana
Sehra Baand Ke Maahi Tu Mere Ghar Aana
Soni Kithi Soni Aaj Tu Lagdi Weh
Bas Mera Saath Yeh Jodi Teri Sajdi Weh
Roop Aisa Suhana Tera Chand Bhi Deewaana Tera
Ja Re Oh Ja Joothe Teri Gala Hum Na Mane
Kyon Taare Se Karta Hai Tu Humko Sab Kuch Jaane
Meri Dil Ki Dua Yeh Kahe Teri Jodi Salamat Rahe
Oh Sajan Ji Oh Sajanji Yunhi Bite Saara Jeevan Saath Mein
Bole Chudiyan Bole Kangana
Haay Main Ho Gaya Tera Saajna
Tere Bin Jiyo Naiyyo Lagda Main Te Mar Jaava
Lehja Lehja Soniye Lehja Lehja Dil Lehja Lehja
Lehja Lehja Soniye Lehja Lehja Dil Lehja Lehja
Aaja Hiriye Ja Ja Ranjhda
Aaja Hiriye Ja Ja Ranjhda
Lehja Lehja Soniye Lehja Lehja Dil Lehja Lehja
Lehja Lehja Soniye Lehja Lehja Dil Lehja Lehja
Na Judaa Honge Hum
Kabhi Khushi Kabhie Ghum
>Yeh
ladka hai allah<
--CHORUS--
Banno ki mehndi kya kehna
Banno ka joda kya kehna
Banno lage hai phoolon ka gehna
Banno ki aankhen kajraari
Banno lage sab se pyaari
Banno pe jaaoon main waari waari
--MALE--
Ho ho, oh oh, ho oh oh oh oh, oh oh oh
(Banno ki saheli resham ki dori
Chhup chhupke sharmaaye dekhe chori chori) - 2
Yeh maane ya na maane main to ispe mar gaya
Yeh ladki haai allah, haai haai re allah - 2
--FEMALE--
(Babul ki galiyaan na chhadke jaana
Paagal deewana isko samjhaana) - 2
Dekho ji dekho yeh to mere peechhe pad gaya
Yeh ladka haai allah, haai haai re allah - 2
--MALE--
Lab kahe na kahe, bolti hai nazar
Pyaar nahin chhupta yaar chhupaane se
--CHORUS--
Pyaar nahin chhupta yaar chhupaane se
--FEMALE--
Haan, roop ghoonghat mein ho to suhaana lage
Baat nahin banti yaar bataane se
--MALE--
Yeh dil ki baatein dil hi jaane ya jaane khuda
Yeh ladki haai allah, haai haai re allah
--FEMALE--
Yeh ladka haai allah, haai haai re allah
Sajna
Maangne se kabhi haath milta nahin
Jodiyaan bante hai pehle se sab ki
--CHORUS--
Jodiyaan bante hai pehle se sab ki
--MALE--
Ho, leke baaraat ghar tere aaoonga main
Meri nahin yeh to marzi hai rab ki
--FEMALE--
Arre jaa re jaa yeh jhoothi moothi baatein na bana
Yeh ladka haai allah, haai haai re allah - 2
--MALE--
Banno ki saheli resham ki dori
Chhup chhupke sharmaaye dekhe chori chori
--FEMALE--
Babul ki galiyaan na chhadke jaana
Paagal deewana isko samjhaana
--MALE--
Yeh maane ya na maane main to ispe mar gaya
Yeh ladki
Yeh ladki haai allah, haai haai re allah
--FEMALE--
Yeh ladka haai allah, haai haai re allah
--MALE--
Eh, yeh ladki haai allah, haai haai re allah
--FEMALE--
Yeh ladka haai allah, haai haai re
allah
|
|
>Suraj Hua Maddham<
Suraj Hua Maddham Chaand Jalne Laga
Aasmaan Yeh Haay Kyon Pighalne Laga
Suraj Hua Maddham Chaand Jalne Laga
Aasmaan Yeh Haay Kyon Pighalne Laga
Main Thehra Raha Zameen Chalne Lagi
Dhadka Yeh Dil Saas Thamne Lagi
Oh Kya Yeh Mera Pehla Pehla Pyaar Hai
Sajna Kya Yeh Mera Pehla Pehla Pyaar Hai
Suraj Hua Maddham Chaand Jalne Laga
Aasmaan Yeh Haay Kyon Pighalne Laga
Suraj Hua Maddham Chaand Jalne Laga
Aasmaan Yeh Haay Kyon Pighalne Laga
Main Thehra Raha Zameen Chalne Lagi
Dhadka Yeh Dil Saas Thamne Lagi
Oh Kya Yeh Mera Pehla Pehla Pyaar Hai
Sajna Kya Yeh Mera Pehla Pehla Pyaar Hai
Hai Khoobsurat Yeh Pal Sab Kuch Raha Hai Badal
Sapne Haqeeqat Mein Jo Dhal Rahe Hain
Kya Sadiyon Se Purana Hai Rishta Yeh Hamara
Ke Jis Tarah Tum Se Hum Mil Rahe Hai
Yunhi Rahe Har Dam Pyaar Ka Mausam
Yunhi Milo Hum Se Tum Janam Janam
Main Thehra Raha Zameen Chalne Lagi
Dhadka Yeh Dil Saas Thamne Lagi
Kya Yeh Mera Pehla Pehla Pyaar Hai
Sajna Kya Yeh Mera Pehla Pehla Pyaar Hai
Tere Hi Rang Se Yun Mein To Rangi Hoon Sanam
Paake Tujhe Khud Se Hi Kho Rahin Hoon Sanam
Oh Mahiya Main Tere Ishq Mein Haan Doob Ke
Paar Mein Ho Rahi Hoon Sanam
Sagar Hua Pyaasa Raat Jagne Lagi
Shole Ke Dil Mein Bhi Aag Jalne Lagi
Main Thehra Raha Zameen Chalne Lagi
Dhadka Yeh Dil Saas Thamne Lagi
Kya Yeh Mera Pehla Pehla Pyaar Hai
Sajna Kya Yeh Mera Pehla Pehla Pyaar Hai
Suraj Hoaa Maddham Chaand Jalne Laga
Aasmaan Yeh Haay Kyon Pighalne Laga
Sajna Kya Yeh Mera Pehla Pehla Pyaar Hai
>Kal Ho Naa Ho<
Har Ghadi
Badal Raha Hai Roop Zindagi
Chaav Hai Kahhi Hai Dhoop Zidnagi
Har Pal Yahan
Jee Bhar Jiyo Jo Hai Sama
Kal Ho Na Ho
Har Ghadi Badal Raha Hai Roop Zindagi
Chaav Hai Kahhi Hai Dhoop Zidnagi
Har Pal Yahan
Jee Bhar Jiyo Jo Hai Sama
Kal Ho Na Ho
Chaahe Jo Tumhe Poore Dil Se
Milta Hai Woh Mushkil Se
Aisa Jo Koi Kahin Hai
Bas Vahi Sabse Hasin Hai
Us Haath Ko Tum Thaam Lo
Woh Meherbaan Kal Ho Na Ho
Har Pal Yahan
Jee Bhar Jiyo Jo Hai Sama
Kal Ho Na Ho
Palko Ke Leke Saaye
Paas Koi Jo Aaye
Takh Sambhalo Paagal Dil Ko
Dil Dhadke Hi Jaaye
Par Sochlo Is Pal Hai Jo
Woh Dastan Kal Ho Na Ho
Har Pal Yahan
Jee Bhar Jiyo Jo Hai Sama
Kal Ho Na Ho
Har Pal Yahan
Jee Bhar Jiyo Jo Hai Sama
Kal Ho Na Ho
|
>Kabhi Khushi Kabhie Gham<
Kabhi Khushi Kabhie Gham Na Judaa Honge Hum Kabhi Khushi
Kabhie Gham
Meri Saason Mein Tu Hai Samaya
Mera Jeevan To Hai Tera Saaya
Meri Saason Mein Tu Hai Samaya
Mera Jeevan To Hai Tera Saaya
Teri Pooja Karoon Main To Hardam
Yeh Hai Tere Karam
Kabhi Khushi Kabhie Gham Na Judaa Honge Hum Kabhi Khushi Kabhie
Gham
Meri Saason Mein Tu Hai Samaya
Mera Jeevan To Hai Tera Saaya
Teri Pooja Karoon Main To Hardam
Yeh Hai Tere Karam
Kabhi Khushi Kabhie Gham Na Judaa Honge Hum Kabhi Khushi Kabhie
Gham
Suboh Shyaam Charno Mein Diye Hum Jalayen
Dekhen Yahan Bhi Dekhen Tujhko Hi Paayen
Suboh Shyaam Charno Mein Diye Hum Jalayen
Dekhen Yahan Bhi Dekhen Tujhko Hi Paayen
In Labon Pe Tera Bas Tera Naam Ho
In Labon Pe Tera Bas Tera Naam Ho
Pyaar Dil Se Kabhi Hi Na Ho Kam
Yeh Hai Tere Karam
Kabhi Khushi Kabhie Gham Na Judaa Honge Hum Kabhi Khushi Kabhie
Gham
Yeh Ghar Nahin Hai Mandir Hai Tera
Is Mein Sada Rahe Tera Basera
Yeh Ghar Nahi Hai Mandir Hai Tera
Is Mein Sada Rahe Tera Basera
Khushboon Se Teri Yeh Mehektha Rahen
Khushboon Se Teri Yeh Mehektha Rahen
Aaye Jaaye Bhale Hi Koyi Mausam
Yeh Hai Tere Karam
Kabhi Khushi Kabhie Gham Na Judaa Honge Hum Kabhi Khushi Kabhie
Gham
Meri Saason Mein Tu Hai Samaya
Mera Jeevan To Hai Tera Saaya
Meri Saason Mein Tu Hai Samaya
Mera Jeevan To Hai Tera Saaya
Teri Pooja Karoon Main To Hardam
Yeh Hai Tere Karam
Kabhi Khushi Kabhie Gham
Na Judaa Honge Hum
Kabhi Khushi Kabhie Gham
Na Judaa Honge Hum
Kabhi Khushi Kabhie Gham
>Chale Chayya Chayya<
Jinke sar ho ishq ki chhanv
Paaon ke neeche jaanat hogi
Jinke sar ho ishq ki chhanv
Chal chhaiya chhaiya chhaiya chhaiya
Chhaiya chhaiya chhaiya chhaiya
Chal chhaiya chhaiya chhaiya chhaiya
Chal chhaiya chhaiya chhaiya chhaiya
Chal chhaiya chhaiya chhaiya chhaiya
Chhaiya chhaiya chhaiya
Chal chhaiya chhaiya chhaiya chhaiya
Saare ishq ki chhanv chal chhaiya chhaiya
Saare ishq ki chhanv chal chhaiya
Pau janat chale chal chhaiya chhaiya
Pau janat chale chal chhaiya
Chal chhaiya chhaiya chhaiya chhaiya
Chal chhaiya chhaiya chhaiya chhaiya
Chal chhaiya chhaiya chhaiya chhaiya
Chal chhaiya chhaiya chhaiya chhaiya
Vo yaar hai jo khushboo ki tarah
Jiski zubaan urdu ki tarah
Meri shaam raat meri kaaynaat
Vo yaar mera sainya sainya
Chal chhaiya chhaiya chhaiya chhaiya
Chal chhaiya chhaiya chhaiya chhaiya
Chal chhaiya chhaiya chhaiya chhaiya
Chal chhaiya chhaiya chhaiya chhaiya
Gulfosh kabhi itraaye kahin
Mehke to nazar aa jaaye kahin
Gulfosh kabhi itraaye kahin
Mehke to nazar aa jaaye kahin
Taaveez banaake pehnoon usay
Aayat ki tarah mil jaaye kahin
Taaveez banaake pehnoon usay
Aayat ki tarah mil jaaye kahin
Gulfosh kabhi itraaye kahin
Mehke to nazar aa jaaye kahin
Taaveez banaake pehnoon usay
Aayat ki tarah mil jaaye kahin
Gulfosh kabhi itraaye kahin
Mehke to nazar aa jaaye kahin
Vo yaar hai jo imaan ki tarah
Mera nagma vohi mera kalma vohi
Mera nagma nagma mera kalma kalma
Mera nagma nagma mera kalma kalma
Mera nagma nagma mera kalma kalma
Mera nagma nagma mera kalma kalma
Yaar misaale ous dhale
Paaon ke tale firdous chale
Kabhi daal daal kabhi paat paat
Main hava pe dhoondhoon uske nishaan
Saare ishq ki chhanv chal chhaiya chhaiya
Saare ishq ki chhanv chal chhaiya
Pau janat chale chal chhaiya chhaiya
Pau janat chale chal chhaiya
Chal chhaiya chhaiya chhaiya chhaiya
Chal chhaiya chhaiya chhaiya chhaiya
Chal chhaiya chhaiya chhaiya chhaiya
Chal chhaiya chhaiya chhaiya chhaiya
Main uske roop ka shehdaai
Vo dhoop chhanv se harjaai
Vo shokh hai rang badalta hai
Main rangroop ka saudaai
Main rangroop ka saudaai
Jinke sar ko ishq ki chhanv
Paaon ke neeche jannat hogi
Jinke sar ko ishq ki chhanv
Paaon ke neeche jannat hogi
Shaam raat meri kaaynaat
Vo yaar mera sainya sainya
Chal chhaiya chhaiya chhaiya chhaiya
Chal chhaiya chhaiya chhaiya chhaiya
Chal chhaiya chhaiya chhaiya chhaiya
Chal chhaiya chhaiya chhaiya chhaiya
Saare ishq ki chhanv chal chhaiya chhaiya
Saare ishq ki chhanv chal chhaiya
Pau janat chale chal chhaiya chhaiya
Pau janat chale chal chhaiya
Chal chhaiya chhaiya chhaiya chhaiya
Chal chhaiya chhaiya chhaiya chhaiya
Chal chhaiya chhaiya chhaiya chhaiya
Chal chhaiya chhaiya chhaiya chhaiya
Chhaiya chhaiya chhaiya
Chal chhaiya .
Maar Dala
--FEMALE--
Yeh kiski hai aahat, yeh kiska hai saaya
Hui dil mein dastak yahan kaun aaya
Hum pe yeh kisne hara rang daala
Oh, hum pe yeh kisne hara rang daala
Khushi ne hamaari hamein maar daala, oh maar daala
Maar daala, haan maar daala
--CHORUS--
Hum pe yeh kisne hara rang daala
Khushi ne hamaari hamein maar daala
--FEMALE--
Hamein maar daala, hamein maar daala, hamein
--CHORUS--
Maar daala, maar daala, maar daala, maar daala
--FEMALE--
(Allah, allah, allah)
Na chaand hatheli par sajaaya
Na taaron se koi bhi rishta banaaya
Na rab se bhi koi shikaayat ki
--CHORUS--
Na rab se bhi koi shikaayat ki
--FEMALE--
Har gham ko humne chhupaaya
Har sitam ko haske uthaaya
Kaanton ko bhi gale se lagaaya
Aur phoolon se zakhm khaaya
Haan magar dua mein jab yeh haath uthaaya
Oh haan magar dua mein jab yeh haath uthaaya
Khuda se dua mein tumhein maang daala, oh maang daala
Allah, maang daala, allah, maang daala, oh
--CHORUS--
(Hum pe yeh kisne hara rang daala
Khushi ne hamaari hamein maar daala)
--FEMALE--
Hamein maar daala, hamein maar daala, hamein
--CHORUS--
Maar daala, maar daala, maar daala, maar daala
--FEMALE--
(Allah, allah, allah)
Maar daala, oh maar daala, maar daala ho maar daala
Maar daala, maar daala, maar daala, maar daala
--CHORUS--
(Yeh kiski hai aahat, yeh kiska hai saaya
Hui dil mein dastak, yahan kaun aaya)
--MALE--
Hey eh, eh eh eh
Mm mm mm mm mm, mm mm mm mm mm mm
Aaja Aaja
aaja aaja aaja aaja ho
aaja aaja piya ab toh aaja - 2
dekh to kaisi haalat hui hain
aake humko gale se laga ja - 2
tujhse milne ki chahat hui hain
aaja aaja piya ab toh aaja - 2
dekh to kaisi haalat hui hain
(kya batau tujhe kitna pyar kiya
har ghadi bas tera intejaar kiya ) - 2
chahe jaagi rahi chaahe soyi rahi
tere khwaabo khayalo mein khoi rahi
hoo ooo...
tujhse hoke judaa mere raja - 2
mujhpe kya kya qayamat hui hain
aaja aaja aaja aaja ho
aaja aaja piya ab toh aaja - 2
dekh to kaisi haalat hui hain
(tera sandesa jabse hain aaya sajan
ek ajab sa nasha mujhpe chaya sajan) - 2
ab to kaate se bhi waqt kat ta nahin
tera chehra nigahon se hat ta nahi
yeh khushi ki khabar sunke raja - 2
bekaraari mein raahat hui hain
aaja aaja aaja aaja ho
aaja aaja piya ab toh aaja - 2
dekh to kaisi haalat hui hain
aake humko gale se laga ja - 2
tujhse milne ki chahat hui hain
Ke Din Aaye
hey hey hey hey hey....
barsaat ke din aaye mulaqat ke din aaye
betaabiyon ke sharaare beetche hain
yeh saawan ki rimjhim jhadi hain
kadam bekhudi mein behakne lage hain
yeh madhoshiyon ki ghadi hain
barsaat ke din aaye. mulaqat ke din aaye
hum soch mein the jinke us raat ke din aaye
barsaat ke din aaye barsaat ke din aaye
jalte rahe hum khayalo ke lau se, sahi humne barso judaai
cham cham barasti suhani ghata ne, ajab si agan hain lagai
barsaat ke din aaye. mulaqat ke din aaye
hum soch mein the jinke, us raat ke din aaye
barsaat ke din aaye, barsaat ke din aaye
na tum hosh mein ho na hum hosh mein hain
behak jaaye na tum sambhalo hamein
gujarish yahi hain tamannao ki
sanam baajuo mein tha lo humein
jasbaat ke din aaye mulaqat ke din aaye
hum soch mein the jinke us raat ke din aaye
barsaat ke din aaye barsaat ke din aaye
chorus:
deewani deewani jawani mastani
garm saanson emin toofan hain
deewana deewana sama hain deewana
jara si chahat bhi beimaan hain
dhua sa uthe hain kahi jism se
kaho baadlo se baraste rahe
saha jaaye na yeh judaai ka gum
bhala kab talak hum taraste rahey
baraat ke din aaye mulaqat ke din aaye
hum soch mein the jinke us raat ke din aaye
barsaat ke din aaye barsaat ke din aaye
barsaat ke din aaye
hey hey ......
|
|